Hum Tum lyrics Sukriti, Prakriti | Raghav Juyal, Priyank Sharma | Mellow D
Oct 6, 2020
Yaadon mein tu hai
Haan bas tu hi
Kaise yeh jadoo kiya
Hoon main adhoori
Tu hi zaroori
Bin tere laage na jiya
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yoon na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiya